loading...

One hand mode kaise enable kare oppo f3 main.One hand mode ke behtarin fayde.

One hand mode kaise enable kare oppo f3 main.One hand mode ke  behtarin fayde.

Doston sabse pahle Ham aapko Bata Den Ki aap log Agar one hand mode open karna Nahin Jante hain kaise isko enable karna hai Nahin Jante Hain To Aaj aapke liye article bahut hi labhdayak hai bahut hi Achcha artical hai is article ko aap Jarur Karen Kyunki is article main aapko vah sari Jankari Milegi one hand mode ko Lekar Jo Oppo F3 device Mein Hota Hai Isko Kaise enable Kiya Jata Hai Sara Jankari aapko is article Mein milega.
One hand mode kaise enable kare oppo f3 main.One hand mode ke  behtarin fayde.

One hand mode kya hai.

To doston Ham Yahan aap ko sabse pahle yah Bata De ki agar aap log ya Nahin Jante Hain Ki one hand mode Kya Hai To Aaj aapko main is article main yah Bata deta hun one hand mode ka matlab hota hai apne screen ko Chhota karna yani ki Apne screen ko mobile phone ki screen ko ek Hath se Kaise chalayen Tu Yahan per main aapko Kuchh image dikhaunga jisse aap log Jaan Payenge ki one hand mode hai kya to one hand mode ko guys aap log Chhota kar lenge to vah Ek Hath se Sare function ko Puri mobile ko aap jo hai apne control Mein Kar Payenge to yah bahut hi behtarin Tarika hota hai agar aapka phone jo hai foot Jaaye pura screen Kamna kar raha hun touch tab bhi yah aapke phone mein bahut hi behtarin tarike se work Karega two guys Asha Karte Hain Ki isko aap Neville karna Jarur sikhenge to ise Shuru Karte Hain.
One hand mode kaise enable kare oppo f3 main.One hand mode ke  behtarin fayde.

Kaise enable Karen one hand mode.

Doston sabse pahle aap apne phone ki screen Ko Agar Oppo ka phone hai to apne phone ki screen ko Niche Se scroll Kijiye Jaisa ki main kar raha hun.
1. Notification panel open kijiye Niche Se scroll Karke.
2. Ab aapko Ek setting ka option usmein khulega to usmein do Kalam hongi Ek Upar ka Hoga jismein bahut sari setting Hogi aur ek niche Kalam Hoga jismein aapko torch Milega,one hand mode Milega,Aur bhi jo hai boost Milega,calculator aur camera,setting,nearby share aur more  ka option aapko vahan per Milega To Agar vahan per one hand mode ka option hai to theek hai Nahin Hai To aapko Mor per click karna hai Jaise Mor per click Karenge aapko Ek list open ho jayegi use list mein aapko 1 hand mode Dikhai de raha hoga aap log vahan se isko enable kar sakte hain Ek Bar touch karne ke bad yah setting turant enable Ho Jaati Hai.
One hand mode kaise enable kare oppo f3 main.One hand mode ke  behtarin fayde.

One hand mode ke kuchh behtarin fayde.

1. Agar aapka phone Kahin Gir Jaaye aur touch foot Jaaye yah Puri screen per work na kar raha hun touch is situation main aap one hand mode ko open karke a Apne work ko kar sakte hain.
2. Agar aapka phone donon Hathon se nahin chalaya ja raha hai aap Koi Aur work kar rahe hain tu yah setting aapke liye bahut hi labhdayak hai Kyunki agar aap ek Hath se apne phone ko chalana Chahte Hain to one hand mode ko enable Karke Is Tarah Se apne phone ko ek Hath se Chala Payenge.
3. Agar aap Kahin bahut jyada Biji Hain To aap log one hand mode Koi Nahin bol kar ke donon Hathon Se Alag Alag work kar Payenge Bina Kisi problem ke.
4. One hand mode Sabhi phone mein available hota hai yah feature Sare phone mein main update kar diya Gaya Hai Jis phone mein nahin tha use phone mein bhi updates ko kar diya gaya hai agar aap apne phone ko update kar lete hain to yah feature aapke phone mein available ho jaega.
One hand mode kaise enable kare oppo f3 main.One hand mode ke  behtarin fayde.
To guys check kuch tips Humne aapko bataya Android ke kar steps se aap log sahmat hai is tips ko aap log use karne mein aasani hoti hai aapko Achcha lagta hai to aap log comment box Mein Jarur bataiyega mein bahut Aasan aur ummid karta hun ki aap Logon Ko yah feature bahut hi Pasand Aaya hoga to Milte Hain clean new feature ke sath nypost mein tab tak ke liye Jay Hind aur guys aap log Hamare post se Jarur Jude Rahe Taki aap log Aise Thehro acche Jankari Patte Rahe to Milte Hain new post tab tak ke liye Jay Hind.
Previous
Next Post »