Bootable pendrive kaise banaye Pc/laptop se
Dosto agr aap bhi apne pendrive ko bootable banana chahate h to aap ke liye ye post bahut hi kaam ka hone wala hai.
Dosto hm aapko batayege ki kaise aapne pendrive ko aap Bootable banayege only 10 minut me bina kisi prblm ke to aap es post ko achchhe se read kare...
Kya Hota Hai Bootable pendrive...
Dosto jb hm apne pc ya laptop ko format karte hai to hme cd disc ki ya to pendrive ki zaroort padti hai... Agr aap cd disc ko buy karege to wo aapko 150 rupees se zyada ka hi milega lekin hm aapko free me seekhayege ki bina cd disc ke windo ko kaise format kare..to agr free me chahiye to aapke paas ek pen drive honi chahiye aur appne pendrive se windows ko format kr paayege....
Bootable Pendrive kaise banaye...
1step:-
Dosto hm aapko bta de ki pendrive ko bootable banane ke liye ek software ki zaroort padegi jiska link main yaha de deta hoo link pr click karke download kr lijiye... Neeche red button h us pr click krke download kr lo...
2nd step:-
Ab aap us download kiye huye software ko apne pc me install kr lijiye... software ko install karne ke baad rufus naam h us software ka ab eske baad us software ko pc me open karege... Double click karke..
Jaisa image me dikhaya gya h same aise hi open higa aapka software...
Doston Upar image Mein Diya gaya hai aapko sem aise hi Apne file ko select karne ke bad niche Ek Ek start button Hogi use per click karna hai Dhyan Rahe Aap Jo format mein hai usko NTFS Mod Mein Hi rakhen to aap Kuchh aur Jyada Karne ki jarurat Nahin Hai same Jaisa is image mein hai jo file Jahan per Jaise select hai aapko file sala kar lena hai aur uske bad mein aapko Kuchh Nahin Karna Hai Sidha star button Mein press karna Jaise press Karenge aapka Jo hi start Hona chalu ho jaega aur aapke pendrive bootable Ban Jayegi gi.
Doston yah post aapko acchi lagi ho to please Hamen Jarur bataen comment ke Madhyam se aur Hamare blogger se Jude Rahane ke liye aap log Samay Samay papite Karte Rahen Taki aapko nai notification Hamare Har artical ka Milta Rahe.