wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020
Hi friends
Friends aaj hm aapko seekhayege ki wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020 to friends agr aap log seekhna chahate h ki footer code kaise hataye ya remove kare to aapke liye ye post bahut hi upyogi hai.. Aaiye suru karte hai.
Wapkiz Site Ky hai ?
To friends sabse pahle hm aapko ye bta dete h ki wapkiz site ky hai..jin dosto ko eske baare me nhi pta h wo es post ko padh ke jaankaari le paayege.. Hm poori kosis karege ki aap ko aasaani se samjha sake.... wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020
Friends wapkiz ek Downloading/blogging/ site h jis pr hm apni khud ki website bna kar paisa kma sakte h aur famous ho sakte h.... MP3 downloading site wapkiz bna kar.....wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020
wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020
To dosto sabse pahle aapko apne wapkiz site se default ads ko remove karna hoga,agr aap ads code ko remove nhi karte h to aap wapkiz site se earning nhi kar paayege....
Sabse pahle aapko apne wapkiz me login kar lena hai.wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020
Login karne ke baad Pannel Mode open karna h eske baad page ko scroll karna h jaisa 2nd image me h Footer (edits) click karna h. jaisa image me diya gya h.
Ab eske aap ek new page open hoga jis pr bahut kuchh likha hoga ab aapko Item pr aapko click karna h uske baad aapko jaha HTML/TAG CODE LIKHA HAI waha page likha hoga page pr click krke html/tag code select krne ke baad go pr click karna hai... wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020
Code paste karne ke baad position pr click kar ke sabse neeche list me after select karna h... Aur phir ok kar dena h....
wapkiz Site ka Ads Remove kaise kare 2020
To guys aap ke wapkiz site ka footer ads code remove ho chuka hoga aur social media icone button uske jagah pr show karne lga hoga...
Gusy agr aapko ye post pasand aata h to aap log hamare you tube channel pr ek baar jaroor jaaye aur waha se wapkiz site ke baare me dhero saari jaankaari paaye free me.... Guys milte h agle post me tab tak ke liye jai hind....